Shajar Bagh-e-jahan Ka Tha Jahan Tak Sab Samar Laya

shajar bagh-e-jahan ka tha jahan tak sab samar laya

magar ek naKHl-e-ah us mein na hum ne kuchh asar paya

bura to mante hain mere ro ro arz karne par

bhala tum ne kabhi kuchh hans ke mere haq mein farmaya

jahan ek hasti-e-be-bud hai jyun aks-e-aina

jo hum ne ghaur kar dekha to dhoka hi nazar aaya

(671) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Shajar Bagh-e-jahan Ka Tha Jahan Tak Sab Samar Laya In English By Famous Poet Gulam Yahya Huzur Azimabadi. Shajar Bagh-e-jahan Ka Tha Jahan Tak Sab Samar Laya is written by Gulam Yahya Huzur Azimabadi. Read famous Poem Shajar Bagh-e-jahan Ka Tha Jahan Tak Sab Samar Laya for youth and Student by Gulam Yahya Huzur Azimabadi. Free Download Shajar Bagh-e-jahan Ka Tha Jahan Tak Sab Samar Laya in PDF.