Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5de237a47fc77d2928958cff68d06bf1, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dasht Mein Dhup Ki Bhi Kami Hai Kahan - Zulfiqar Naqvi Poetry In English - Darsaal

Dasht Mein Dhup Ki Bhi Kami Hai Kahan

dasht mein dhup ki bhi kami hai kahan

panw shal hain magar bebasi hai kahan

lams-e-dasht-e-bala ki hi saughat hai

mere atraf mein be-hisi hai kahan

KHak mein KHak hun be-makan be-nishan

mera malbus tan khusrawi hai kahan

mera soz-e-darun mail-e-lutf ho

mujh mein shoala-fishan wo nami hai kahan

phunk de baDh ke jo tirgi ka badan

meri aankhon mein wo raushni hai kahan

saut-o-harf-e-tamanna se ho ba-KHabar

aisi idrak mein naghmagi hai kahan

(1399) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dasht Mein Dhup Ki Bhi Kami Hai Kahan In English By Famous Poet Zulfiqar Naqvi. Dasht Mein Dhup Ki Bhi Kami Hai Kahan is written by Zulfiqar Naqvi. Read famous Poem Dasht Mein Dhup Ki Bhi Kami Hai Kahan for youth and Student by Zulfiqar Naqvi. Free Download Dasht Mein Dhup Ki Bhi Kami Hai Kahan in PDF.