Na Hath Bag Par Hai Na Pa Hai Rikab Mein

palaT kar dekh bhar sakti hain

bheDen

bolna chahen bhi to bolengi kaise

ho chuki hain salb aawazen kabhi ki

lauTna mumkin nahin hai

sirf chalna aur chalte rahna hai

KHwabon ke ghaar ki jaanib

jis ka rasta

sunahre bheDiyon ke danton se ho kar guzarta hai

(1732) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Na Hath Bag Par Hai Na Pa Hai Rikab Mein In English By Famous Poet Aadil Raza Mansoori. Na Hath Bag Par Hai Na Pa Hai Rikab Mein is written by Aadil Raza Mansoori. Read famous Poem Na Hath Bag Par Hai Na Pa Hai Rikab Mein for youth and Student by Aadil Raza Mansoori. Free Download Na Hath Bag Par Hai Na Pa Hai Rikab Mein in PDF.