Pabandi

mere aaqa ko gila hai ki meri haq-goi

raaz kyun kholti

aur main puchhta hun teri siyasat fan mein

zahr kyun gholti hai

main wo moti na banunga jise sahil ki hawa

raat din rolti hai

yun bhi hota ki aandhi ke muqabil chiDiya

apne par taulti hai

ek bhaDakte hue shole pe Tapak jae agar

bund bhi bolti hai

(1144) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Pabandi In English By Famous Poet Ahmad Nadeem Qasmi. Pabandi is written by Ahmad Nadeem Qasmi. Read famous Poem Pabandi for youth and Student by Ahmad Nadeem Qasmi. Free Download Pabandi in PDF.