Nashsha-e-KHwab Mein Madhosh Hai Sari Duniya

nashsha-e-KHwab mein madhosh hai sari duniya

har taraf chhaT gae hain zulmat-e-shab ke parde

raat viran hai aur main ye dua karta hun

mere dil mein jo KHala hai use koi bhar de

(643) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nashsha-e-KHwab Mein Madhosh Hai Sari Duniya In English By Famous Poet Akhtar Ansari. Nashsha-e-KHwab Mein Madhosh Hai Sari Duniya is written by Akhtar Ansari. Read famous Poem Nashsha-e-KHwab Mein Madhosh Hai Sari Duniya for youth and Student by Akhtar Ansari. Free Download Nashsha-e-KHwab Mein Madhosh Hai Sari Duniya in PDF.