Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_0725270c4c55ec4da331b8a35ed810c0, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Patthar Ke Us But Ki Kahani - Arsh Siddiqui Poetry In English - Darsaal

Patthar Ke Us But Ki Kahani

safar mera agarche manzil aur anjam ki KHushiyon se aari tha

magar chalna muqaddar tha

ki mere aur us ke darmiyan jo muKHtasar sa fasla tha wo na miTta tha

mujhe us ke taaqub mein na jaane kitne sadiyon se baras bite

na jaane kitne sahraon bayabanon

na jaane kitne shahron aur viranon se main guzra

na jaane kitni aawazon ne mujh ko rokna chaha

(1607) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Patthar Ke Us But Ki Kahani In English By Famous Poet Arsh Siddiqui. Patthar Ke Us But Ki Kahani is written by Arsh Siddiqui. Read famous Poem Patthar Ke Us But Ki Kahani for youth and Student by Arsh Siddiqui. Free Download Patthar Ke Us But Ki Kahani in PDF.