Bachpan Ke Hain KHwab Suhane Titli Phul Aur Main

bachpan ke hain KHwab suhane titli phul aur main

kahan se laen ab wo zamane titli phul aur main

nafrat se hai nafrat hum ko prit hamari rit

pyar ke hain anmol KHazane titli phul aur main

dard ruton ki KHushbu sanjhi ek hi jaisa rog

DhunD rahe hain sath purane titli phul aur main

jiwan-rah mein kaun kahan par bichhDe kya malum

mil lete hain kisi bahane titli phul aur main

chand sitare KHushbu shabnam sabza rang hawa

qudrat ke rangin fasane titli phul aur main

(870) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bachpan Ke Hain KHwab Suhane Titli Phul Aur Main In English By Famous Poet Aslam Faizi. Bachpan Ke Hain KHwab Suhane Titli Phul Aur Main is written by Aslam Faizi. Read famous Poem Bachpan Ke Hain KHwab Suhane Titli Phul Aur Main for youth and Student by Aslam Faizi. Free Download Bachpan Ke Hain KHwab Suhane Titli Phul Aur Main in PDF.