Darane Wala Sun Kar Dar Raha Hai

Darane wala sun kar Dar raha hai

hatheli par hamara sar raha hai

jala dega agar roka gaya to

abhi lawa safar tai kar raha hai

dua di thi jise jine ki tum ne

dua mar mar ke puri kar raha hai

wo jis basti mein dikhta hai dhuan sa

usi basti mein mera ghar raha hai

tera mahbub wo hone se pahle

hamare sath bhi akasr raha hai

(1394) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Darane Wala Sun Kar Dar Raha Hai In English By Famous Poet Ayush Charag. Darane Wala Sun Kar Dar Raha Hai is written by Ayush Charag. Read famous Poem Darane Wala Sun Kar Dar Raha Hai for youth and Student by Ayush Charag. Free Download Darane Wala Sun Kar Dar Raha Hai in PDF.