Maine Sunaya Usko Jo Urdu Mein Haal-e-dil
main ne sunaya us ko jo urdu mein haal-e-dil
kahne lagi ghalat hain tumhaare talaffuzat
main ne likha ki kya mera huliya KHarab hai
us ne likha nahin nahin imla KHarab hai
(2874) Peoples Rate This
main ne sunaya us ko jo urdu mein haal-e-dil
kahne lagi ghalat hain tumhaare talaffuzat
main ne likha ki kya mera huliya KHarab hai
us ne likha nahin nahin imla KHarab hai
(2874) Peoples Rate This