Sari Raat Ke Bikhre Hue Shiraaze Par Rakkhi Hain

sari raat ke bikhre hue shiraaze par rakkhi hain

pyar ki jhuTi ummiden KHamiyaze par rakkhi hain

koi to apna wada hi aasani se bhul gaya

aur kisi ki do aankhen darwaze par rakkhi hain

us ke KHwab haqiqat hain us ki zat mukammal hai

aur hamari sab KHushiyan andaze par rakkhi hain

(1867) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sari Raat Ke Bikhre Hue Shiraaze Par Rakkhi Hain In English By Famous Poet Azm Shakri. Sari Raat Ke Bikhre Hue Shiraaze Par Rakkhi Hain is written by Azm Shakri. Read famous Poem Sari Raat Ke Bikhre Hue Shiraaze Par Rakkhi Hain for youth and Student by Azm Shakri. Free Download Sari Raat Ke Bikhre Hue Shiraaze Par Rakkhi Hain in PDF.