Ummid-e-sahar Ki Baat Suno

jigar-darida hun chaak-e-jigar ki baat suno

alam-rasida hun daman-e-tar ki baat suno

zaban-burida hun zaKHm-e-gulu se harf karo

shikasta-pa hun malal-e-safar ki baat suno

musafir-e-rah-e-sahra-e-zulmat-e-shab se

ab iltifat-e-nigar-e-sahar ki baat suno

sahar ki baat umid-e-sahar ki baat suno

(1182) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ummid-e-sahar Ki Baat Suno In English By Famous Poet Faiz Ahmad Faiz. Ummid-e-sahar Ki Baat Suno is written by Faiz Ahmad Faiz. Read famous Poem Ummid-e-sahar Ki Baat Suno for youth and Student by Faiz Ahmad Faiz. Free Download Ummid-e-sahar Ki Baat Suno in PDF.