Kya Zikr-e-wafa Jafa Kisi Se Na Bani

kya zikr-e-wafa jafa kisi se na bani

gar dost mila to muddai se na bani

aaKHir ko 'qalaq' ne zahr khaya na-chaar

ab kis se bani jab apne ji se na bani

(741) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kya Zikr-e-wafa Jafa Kisi Se Na Bani In English By Famous Poet Ghulam Maula Qalaq. Kya Zikr-e-wafa Jafa Kisi Se Na Bani is written by Ghulam Maula Qalaq. Read famous Poem Kya Zikr-e-wafa Jafa Kisi Se Na Bani for youth and Student by Ghulam Maula Qalaq. Free Download Kya Zikr-e-wafa Jafa Kisi Se Na Bani in PDF.