Tawan

hum apni

yarghamali KHwahishon ki

bazyabi ke liye

kab tak

na jaane aur kab tak

jura jura KHarch hoti umr ka

tawan ada karte rahenge

jaane kab tak?

(843) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Tawan In English By Famous Poet Hasan Abbas Raza. Tawan is written by Hasan Abbas Raza. Read famous Poem Tawan for youth and Student by Hasan Abbas Raza. Free Download Tawan in PDF.