Main Kaun Yaqin-e-bad-gumani Hun Main

main kaun yaqin-e-bad-gumani hun main

agyani hun hargiz nahin gyani hun main

baatil hun kabhi nahin main sachchai hun

fani hun ghalat hai ghair-fani hun main

(750) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Kaun Yaqin-e-bad-gumani Hun Main In English By Famous Poet Kalidas Gupta Raza. Main Kaun Yaqin-e-bad-gumani Hun Main is written by Kalidas Gupta Raza. Read famous Poem Main Kaun Yaqin-e-bad-gumani Hun Main for youth and Student by Kalidas Gupta Raza. Free Download Main Kaun Yaqin-e-bad-gumani Hun Main in PDF.