Allama

kisi 'bholu' ko jab chaha yahan 'gama' bana Dala

kisi patlun ko khincha to pajama bana Dala

jo shayad matric kar ke samundar par aae the

unhen yaron ne america mein allama bana Dala

(645) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Allama In English By Famous Poet Khalid Irfan. Allama is written by Khalid Irfan. Read famous Poem Allama for youth and Student by Khalid Irfan. Free Download Allama in PDF.