Yar Ajab Tarah Nigah Kar Gaya

yar ajab tarah nigah kar gaya

dekhna wo dil mein jagah kar gaya

tang qabai ka saman yar ki

pairahan ghuncha ko tah kar gaya

jaana hai us bazm se aaya to kya

koi ghaDi go ki tu rah kar gaya

wasf KHat-o-KHal mein KHuban ke 'mir'

nama-e-amal siyah kar gaya

(524) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Yar Ajab Tarah Nigah Kar Gaya In English By Famous Poet Mir Taqi Mir. Yar Ajab Tarah Nigah Kar Gaya is written by Mir Taqi Mir. Read famous Poem Yar Ajab Tarah Nigah Kar Gaya for youth and Student by Mir Taqi Mir. Free Download Yar Ajab Tarah Nigah Kar Gaya in PDF.