Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun

jab aaftab samundar mein ja giraata hun

tab apne aap se bahar nikal ke aata hun

hasin KHwabon ko sare hare parindon ko

jhulasti zat ke sahra mein chhoD aata hun

jo TuTta hai ujalon ke shahr mein tara

main jugnuon ke liye aashiyan banata hun

ye main nahin hun ye teri nazar ka dhoka hai

tu kaun hun main kisi ko nahin batata hun

(699) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun In English By Famous Poet Osama Zakir. Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun is written by Osama Zakir. Read famous Poem Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun for youth and Student by Osama Zakir. Free Download Jab Aaftab Samundar Mein Ja Giraata Hun in PDF.