Ek Tera Gham Jis Ko Rah-e-motabar Jaanen

ek tera gham jis ko rah-e-mo'tabar jaanen

is safar mein hum kis ko apna ham-safar jaanen

jis se kuchh na kah paen jaan-e-guftugu Thahre

jis se kam milen us ko sab se beshtar jaanen

apna aks bhi aksar sath chhoD jata hai

ye maal-e-KHud-bini kash shishagar jaanen

tar-tar kar Dalen sabr-o-zabt ka daman

zaKHm zaKHm dikhla den zarf-e-chaara-gar jaanen

(984) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ek Tera Gham Jis Ko Rah-e-motabar Jaanen In English By Famous Poet Zehra Nigaah. Ek Tera Gham Jis Ko Rah-e-motabar Jaanen is written by Zehra Nigaah. Read famous Poem Ek Tera Gham Jis Ko Rah-e-motabar Jaanen for youth and Student by Zehra Nigaah. Free Download Ek Tera Gham Jis Ko Rah-e-motabar Jaanen in PDF.