Biwi Ki Aankh Ke Operation Ke Dauran

jin aankhon ne hamari aankhon aur panw ke liye rasta banaya

wo an-dekhe aasman ki taraf chali gain

aise mein agar ek dil bhi hota to is ke hone ke liye

ek aarzu hi kafi thi

aur ek aarzu bhi agar hoti to wo apne hone ke liye

kapDe ko gila kar sakti thi

aur use kisi algani par sukha bhi sakti thi

(766) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Biwi Ki Aankh Ke Operation Ke Dauran In English By Famous Poet Ahmad Hamesh. Biwi Ki Aankh Ke Operation Ke Dauran is written by Ahmad Hamesh. Read famous Poem Biwi Ki Aankh Ke Operation Ke Dauran for youth and Student by Ahmad Hamesh. Free Download Biwi Ki Aankh Ke Operation Ke Dauran in PDF.