Aab-e-dariya Mein Hai Jis Tarah Rawani Pinhan

aab-e-dariya mein hai jis tarah rawani pinhan

jaise alfaz mein hote hain maani pinhan

naghma-gar! yunhi tere dard-bhare naghmon mein

hai mere dard-e-mohabbat ki kahani pinhan

(749) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aab-e-dariya Mein Hai Jis Tarah Rawani Pinhan In English By Famous Poet Akhtar Ansari. Aab-e-dariya Mein Hai Jis Tarah Rawani Pinhan is written by Akhtar Ansari. Read famous Poem Aab-e-dariya Mein Hai Jis Tarah Rawani Pinhan for youth and Student by Akhtar Ansari. Free Download Aab-e-dariya Mein Hai Jis Tarah Rawani Pinhan in PDF.