Tumhaare Lab Pe Nam Aaya Hamara

tumhaare lab pe nam aaya hamara

usi se nam bhi chamka hamara

gharon se nikle the pagDanDiyon par

safar mein mil gaya rasta hamara

jo mera gham miTa sakta tha yaron

usi ne gham nahin samjha hamara

(2819) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Tumhaare Lab Pe Nam Aaya Hamara In English By Famous Poet Amit Satpal Tanwar. Tumhaare Lab Pe Nam Aaya Hamara is written by Amit Satpal Tanwar. Read famous Poem Tumhaare Lab Pe Nam Aaya Hamara for youth and Student by Amit Satpal Tanwar. Free Download Tumhaare Lab Pe Nam Aaya Hamara in PDF.