Kab Yaad Mein Tera Sath Nahin Kab Hat Mein Tera Hat Nahin

kab yaad mein tera sath nahin kab hat mein tera hat nahin

sad-shukr ki apni raaton mein ab hijr ki koi raat nahin

mushkil hain agar haalat wahan dil bech aaen jaan de aaen

dil walo kucha-e-jaanan mein kya aise bhi haalat nahin

jis dhaj se koi maqtal mein gaya wo shan salamat rahti hai

ye jaan to aani jaani hai is jaan ki to koi baat nahin

maidan-e-wafa darbar nahin yan nam-o-nasab ki puchh kahan

aashiq to kisi ka nam nahin kuchh ishq kisi ki zat nahin

gar bazi ishq ki bazi hai jo chaho laga do Dar kaisa

gar jit gae to kya kahna haare bhi to bazi mat nahin

(7198) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kab Yaad Mein Tera Sath Nahin Kab Hat Mein Tera Hat Nahin In English By Famous Poet Faiz Ahmad Faiz. Kab Yaad Mein Tera Sath Nahin Kab Hat Mein Tera Hat Nahin is written by Faiz Ahmad Faiz. Read famous Poem Kab Yaad Mein Tera Sath Nahin Kab Hat Mein Tera Hat Nahin for youth and Student by Faiz Ahmad Faiz. Free Download Kab Yaad Mein Tera Sath Nahin Kab Hat Mein Tera Hat Nahin in PDF.