Haif Hai Aisi Zindagani Par

haif hai aisi zindagani par

ki fida ho na yar-e-jaani par

teri gul-kari abr ho barbaad

gar fida ho na yar-e-jaani par

haal sun sun ke hans diya mera

kuchh to aaya hai mehrbani par

KHun kushton ke ho gaya dil ka

teri dastar-e-arghawani par

raat 'bedar' wo mah-e-taban

sun ke roya meri kahani par

(380) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Haif Hai Aisi Zindagani Par In English By Famous Poet Meer Mohammadi Bedar. Haif Hai Aisi Zindagani Par is written by Meer Mohammadi Bedar. Read famous Poem Haif Hai Aisi Zindagani Par for youth and Student by Meer Mohammadi Bedar. Free Download Haif Hai Aisi Zindagani Par in PDF.