Ghar Hamara Jo Na Rote Bhi To Viran Hota

ghar hamara jo na rote bhi to viran hota

bahr gar bahr na hota to bayaban hota

tangi-e-dil ka gila kya ye wo kafir-dil hai

ki agar tang na hota to pareshan hota

baad yak-umr-e-wara bar to deta bare

kash rizwan hi dar-e-yar ka darban hota

(2184) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Ghar Hamara Jo Na Rote Bhi To Viran Hota In English By Famous Poet Mirza Ghalib. Ghar Hamara Jo Na Rote Bhi To Viran Hota is written by Mirza Ghalib. Read famous Poem Ghar Hamara Jo Na Rote Bhi To Viran Hota for youth and Student by Mirza Ghalib. Free Download Ghar Hamara Jo Na Rote Bhi To Viran Hota in PDF.