Rahiye Ab Aisi Jagah Chal Kar Jahan Koi Na Ho

rahiye ab aisi jagah chal kar jahan koi na ho

ham-suKHan koi na ho aur ham-zaban koi na ho

be-dar-o-diwar sa ek ghar banaya chahiye

koi ham-saya na ho aur pasban koi na ho

paDiye gar bimar to koi na ho timardar

aur agar mar jaiye to nauha-KHwan koi na ho

(3877) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Rahiye Ab Aisi Jagah Chal Kar Jahan Koi Na Ho In English By Famous Poet Mirza Ghalib. Rahiye Ab Aisi Jagah Chal Kar Jahan Koi Na Ho is written by Mirza Ghalib. Read famous Poem Rahiye Ab Aisi Jagah Chal Kar Jahan Koi Na Ho for youth and Student by Mirza Ghalib. Free Download Rahiye Ab Aisi Jagah Chal Kar Jahan Koi Na Ho in PDF.