Album

umr-e-rafta ke reshmi lamhe

dhund mein kho gae dhuan ban kar

naghma o rang ke sabhi mausam

rah gae zehn mein KHizan ban kar

ban gaya haal katba-e-mazi

kaisi duniya hai us ka har manzar

sang-basta azab lagta hai

aansuon ki kitab lagta hai

(556) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Album In English By Famous Poet Mohammad Ali Asar. Album is written by Mohammad Ali Asar. Read famous Poem Album for youth and Student by Mohammad Ali Asar. Free Download Album in PDF.