Safar Naya Tha Na Koi Naya Musafir Tha

safar naya tha na koi naya musafir tha

wahi talab thi wahi aashna musafir tha

dayar-e-dard ki pur-haul rahguzaron mein

tera KHayal koi dusra musafir tha

jo dekhta hun to diwar-e-aina ke udhar

meri hi shakl ka ek be-nawa musafir tha

nazar mili thi ghaDi bhar ko phir mila na kabhi

na jaane kaun tha kis des ka musafir tha

(926) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Safar Naya Tha Na Koi Naya Musafir Tha In English By Famous Poet Ahmad Mushtaq. Safar Naya Tha Na Koi Naya Musafir Tha is written by Ahmad Mushtaq. Read famous Poem Safar Naya Tha Na Koi Naya Musafir Tha for youth and Student by Ahmad Mushtaq. Free Download Safar Naya Tha Na Koi Naya Musafir Tha in PDF.