GhuT GhuT Kar Mar Jaana Bhi

ghuT ghuT kar mar jaana bhi

hansna aur hansana bhi

apne liye hi mushkil hai

izzat se ji pana bhi

bharna jam ko ashkon se

phir us ko pi jaana bhi

pas mere aa jao to

aa ke phir na jaana bhi

jis pe itne sher kahe

us pe ek afsana bhi

(737) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

GhuT GhuT Kar Mar Jaana Bhi In English By Famous Poet Aziz Ansari. GhuT GhuT Kar Mar Jaana Bhi is written by Aziz Ansari. Read famous Poem GhuT GhuT Kar Mar Jaana Bhi for youth and Student by Aziz Ansari. Free Download GhuT GhuT Kar Mar Jaana Bhi in PDF.