Two Lines Poetry of Iftikhar Naseem - 2 Lines Poetry - Couplets From Iftikhar Naseem

Two Lines Poetry of Iftikhar Naseem - 2 Lines Poetry - Couplets From Iftikhar Naseem
Poet NameIftikhar Naseem
Birth Date1946
Death Date2011

Ye Kaun Mujhko Adhura Bana Ke Chhod Gaya

Uske Chehre Ki Chamak Ke Samne Sada Laga

Tu To Un Ka Bhi Gila Karta Hai Jo Tere Na The

Tera Hai Kaam Kaman Mein Use Lagane Tak

Taq Par Juzdan Mein Lipti Duaen Rah Gain

Na Jaane Kab Wo Palat Aaen Dar Khula Rakhna

Na Ho Ki Qurb Hi Phir Marg-e-rabt Ban Jae

Mujhse Nafrat Hai Agar Usko To Izhaar Kare

Main Shisha Kyun Na Bana Aadmi Hua Kyunkar

Koi Baadal Mere Tapte Jism Par Barsa Nahin

Khud Ko Hujum-e-dahr Mein Khona Pada Mujhe

Kati Hai Umr Kisi Aabdoz Kashti Mein

Jis Ghadi Aaya Palat Kar Ek Mera Bichhda Hua

Ji Mein Thani Hai Ki Jina Hai Bahar-haal Mujhe

Is Qadar Bhi To Na Jazbaat Pe Qabu Rakkho

Hazar Talkh Hon Yaaden Magar Wo Jab Bhi Mile

Ghair Ho Koi To Us Se Khul Ke Baaten Kijiye

Fasl-e-gul Mein Bhi Dikhata Hai Khizan-dida-darakht

Diwar O Dar Jhulaste Rahe Tez Dhup Mein

Bahti Rahi Nadi Mere Ghar Ke Qarib Se

Agarche Phul Ye Apne Liye Kharide Hain

Iftikhar Naseem Couplets poetry - Read Best Poems & Love Couplets of Iftikhar Naseem in English including Sad Poetry, Romantic Couplets, Love Poems and SMS. Largest Collection of Iftikhar Naseem Couplets in English for Boys, Girls, Men and Women. List of Iftikhar Naseem Couplets on love, hope and inspiration. Free Download Islamic Poetry written by Iftikhar Naseem in English.