Do Pyalon Mein Abhi Sarshaar Ho Jata Hun Aa Saqi

do pyalon mein abhi sarshaar ho jata hun aa saqi

tu apne jam-e-chashm-e-mast ko gardish mein la saqi

hai dil mein ho ke sar-KHush kije tere jam-o-mina ke

rawa maston ke mashrab mein jo ho madh-o-sana saqi

main us ke nargis-e-mai-gun ki kaifiyyat ko paya hun

hai us ki chashm jam-e-mai aur us ki har ada saqi

zamin par 'ishq' nin jhukta hai bad-masti ki haalat se

ye sajda bich ja karta hai tujh haq mein dua saqi

(682) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Do Pyalon Mein Abhi Sarshaar Ho Jata Hun Aa Saqi In English By Famous Poet Ishq Aurangabadi. Do Pyalon Mein Abhi Sarshaar Ho Jata Hun Aa Saqi is written by Ishq Aurangabadi. Read famous Poem Do Pyalon Mein Abhi Sarshaar Ho Jata Hun Aa Saqi for youth and Student by Ishq Aurangabadi. Free Download Do Pyalon Mein Abhi Sarshaar Ho Jata Hun Aa Saqi in PDF.