Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6a832c7c41272a6954bb7d601660802b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nigah-e-naz Ka Rishta Jo Dil Ke Ghaw Se Hai - Mohammed Nabi Khan Jamal Soveda Poetry In English - Darsaal

Nigah-e-naz Ka Rishta Jo Dil Ke Ghaw Se Hai

nigah-e-naz ka rishta jo dil ke ghaw se hai

ye aab-o-rang-e-tamanna isi lagaw se hai

ba-qadr-e-zarf piye aur apni rah lage

sharab-KHane ki raunaq hi chal-chalaw se hai

wafa to kya hai bas ek pas-e-waza kah lije

aur itni baat bhi mere hi rakh-rakhaw se hai

hakim apne hi sae ki nap-tol mein gharq

farogh-e-fikr magar aql ke giraw se hai

(649) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nigah-e-naz Ka Rishta Jo Dil Ke Ghaw Se Hai In English By Famous Poet Mohammed Nabi Khan Jamal Soveda. Nigah-e-naz Ka Rishta Jo Dil Ke Ghaw Se Hai is written by Mohammed Nabi Khan Jamal Soveda. Read famous Poem Nigah-e-naz Ka Rishta Jo Dil Ke Ghaw Se Hai for youth and Student by Mohammed Nabi Khan Jamal Soveda. Free Download Nigah-e-naz Ka Rishta Jo Dil Ke Ghaw Se Hai in PDF.