Kya Rup Baras Raha Hai

kya rup baras raha hai

har aaina hans raha hai

tha hasil-e-ishq apna

jo rizq-e-hawas raha hai

sunte hain wo aashiyan tha

apna jo qafas raha hai

viran hain sab munDeren

ji kaisa taras raha hai

kuchh bhi nahin ghar mein 'yusuf'

ek hausla bas raha hai

(831) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Kya Rup Baras Raha Hai In English By Famous Poet Yusuf Hasan. Kya Rup Baras Raha Hai is written by Yusuf Hasan. Read famous Poem Kya Rup Baras Raha Hai for youth and Student by Yusuf Hasan. Free Download Kya Rup Baras Raha Hai in PDF.