Shuaen Aise Mere Jism Se Guzarti Gain

shuaen aise mere jism se guzarti gain

lahu mein jaise mere kirchiyan utarti gain

na jaane chehre hun aainda nasl ke kaise

bas ek KHauf se meri ragen sikuDti gain

mujhe to lagte hain naKHun bhi apne zahar bujhe

mere liye to meri ungliyan bhi marti gain

jazire kitne garan paniyon ki god mein hain

panah ke liye sochen meri bikharti gain

ye gardishon ka tawazun bigaD na jae kahin

isi tarah jo zamin ki tahen udhaDti gain

KHalahiyat ke imkan se tu nahin aari

pe justujuen kuchh apni hi masanad paDti gain

(1183) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Shuaen Aise Mere Jism Se Guzarti Gain In English By Famous Poet Ali Akbar Abbas. Shuaen Aise Mere Jism Se Guzarti Gain is written by Ali Akbar Abbas. Read famous Poem Shuaen Aise Mere Jism Se Guzarti Gain for youth and Student by Ali Akbar Abbas. Free Download Shuaen Aise Mere Jism Se Guzarti Gain in PDF.