Zara Si Der Mein Wo Jaane Kya Se Kya Kar De

zara si der mein wo jaane kya se kya kar de

kise charagh bana de kise hawa kar de

mere mizaj ke kufe pe jis ka qabza hai

KHabar nahin ki wo kab mujh ko karbala kar de

ye kaun shaKHs hai us lafz jaisa lagta hai

mere wajud ke matlab ko jo ada kar de

(808) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Zara Si Der Mein Wo Jaane Kya Se Kya Kar De In English By Famous Poet Aziz Bano Darab Wafa. Zara Si Der Mein Wo Jaane Kya Se Kya Kar De is written by Aziz Bano Darab Wafa. Read famous Poem Zara Si Der Mein Wo Jaane Kya Se Kya Kar De for youth and Student by Aziz Bano Darab Wafa. Free Download Zara Si Der Mein Wo Jaane Kya Se Kya Kar De in PDF.