Ghazals of Jameel Mazhari - New Jameel Mazhari Ghazal Poetry

Ghazals of Jameel Mazhari - New Jameel Mazhari Ghazal Poetry
Poet NameJameel Mazhari
Birth Date1904
Death Date1979
Birth PlaceKolkata

Yahan Jo Bhi Tha Tanha Tha Yahan Jo Bhi Hai Tanha Hai

Uljhi Thi Zulf Usne Sanwara Sanwar Gai

Tu Ne Sine Ko Jab Tak Khalish Di Na Thi Tu Ne Jazbon Ko Jab Tak Ubhaara Na Tha

Thi Abhi Subh Abhi Sham Hui Jati Hai

Tera Husn Bhi Bahana Mera Ishq Bhi Bahana

Talluqat To Mafruze Zindagi Ke Hain

Subh Khud Bataegi Tirgi Kahan Jae

Parda Hail Jo Tha Kahan Hai Ab

Muddat Se Hai Libas-e-badan Tar Tar Dost

Meri Bandagi Tujhe De Sakegi Bajae Maani O Lafz Kya

Mera Jazba Ki Jo Khud-fahm Hai Khud-kaam Nahin

Main Sadqe Tujh Pe Ada Tere Muskurane Ki

Main Kya Bataun Ki Tu Kya Hai Aur Kya Hun Main

Kuchh Bhi Nahin Hai Aalam-e-zarraat Se Aage

Koi Sawal-e-khuda-o-sanam Nahin Ai Dost

Kisi Ka Khun Sahi Ek Nikhaar De To Diya

Khilaf-e-rasm-e-taghazzul Ghazal-sara Hun Main

Kaun Kahta Hai Badha Shauq Idhar Se Pahle

Kaho Na Ye Ki Mohabbat Hai Tirgi Se Mujhe

Kab Tak Nibahen Aise Ghalat Aadmi Se Hum

Jo Tum Ho Do Qadam Aage To Hum Hain Do Qadam Pichhe

Jis Samt Nazar Jae Mela Nazar Aata Hai

Jab Panw Mila Tha To Raste Bhi Nazar Aate

Hasti Hai Judai Se Uski Jab Wasl Hua To Kuchh Bhi Nahin

Har Taraf Parda-dar-e-zulmat Hai

Hamara To Koi Sahaara Nahin Hai

Ghaur To Kije Ki Ye Sajda-rawa Kyun Kar Hua

Ek Infial Ko Taqat Samajh Rahe Ho Tum

Dariya Ka Chadhaw Dekhta Hun

Bulao Usko Zaban-dan Jo Mazhari Ka Ho

Jameel Mazhari Ghazal poetry - Read Best Poems & Love Ghazal of Jameel Mazhari in English including Sad Poetry, Romantic Ghazal, Love Poems and SMS. Largest Collection of Jameel Mazhari Ghazal in English for Boys, Girls, Men and Women. List of Jameel Mazhari Ghazal on love, hope and inspiration. Free Download Islamic Poetry written by Jameel Mazhari in English.